Gadha

Pahla gadha yaar mein jis dhobi ke ghar kaam karta hoo,
vo mujhe bahut marta hai.
Doosra gadha tu ghar chor kar bhaag kyo nahi jata.
Pahla gadha kya batau yaar dhobi ki ek bahut koobsurat ladki hai.
vo jab bhi shararat karti hai to dhobi kehta hai ki,
teri shaadi kisi gadhe se kar dunga.
bas yeh soch kar ruka hua hoo.

:D

Re: Gadha

hahahahhahahaha............ Good one .

Thanks

Thanks

Re: Gadha

ur welcome

Re: Gadha

:D