LoLzzzzz!!!
phajjaa nanbai - NahiN yaar. I was at the zoo and I saw Gadha… Like I said, I was missing GS to socha keh do do haath hojaaiN.
hanie - Neechey waala to dolatti maarey ga… uppar waala.. hmmmmmm… chaabuk maarey ga.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
punjabi kuri !!! - and clean too.
Khanzada - Faraq yeh hai keh yahan shehar meN aik hi hai aur woh bhi zoo meN. WahaN gali gali meN aur azaad. Lekin… aik aur baat hai… yahan koi sindhi… khair choRo. Aik puraani suni hui baat yaad aai thi.
ShaRaRa - You ain’t seen an a$$ before?
? - Munnaaaaaay… kiyuN aaNkheN maar rahey ho… lagta hai.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
phajjaa nanbai - Yeh bhi wohi zabaan boltay haiN jo aap kay yahaN kay gadhey boltey haiN… Saarey gadhoN ki aik hi zabaan hoti hai… palley nahiN paRti.
Rooster-Blues - Sindh yaad aaraha hai kia?
Khanzada - Is par yar aisa zabardast tukra lagana chah raha tha - Phaleez! Kuch to sharam kar, yaar. Yahan par kuch shurfa bhi haiN.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
google - You wanna closeup?
Nia - Angreezi jo hai! I was with Ammi. Kids were with her. She did ask and I told her keh it’s for a reason for my gupshup trolls. She just laughed.
KhUbY PaKi - Lekin GS meN aik Gadha hai…ullu bhi hai… ullu to aqalmandoN meN shaamil hota hai na…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
**Klaudius ** - LoL… Haan us waqt to khayal nahiN aya. Sahi kaha.
CheeseCake -
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
I took a picture of you, too.
[This message has been edited by jannu (edited July 21, 2002).]