Ek Gadha:- Yaar mera malik mujhe bahut maarta hai.
Dusara Gadha:- To tu bhag kyu nahi jata.
Pehla Gadha:- Bhag to jata.. par yahan future bada bright hai … malik ki khoobsurat beti jab shararat karti hai to malik kahta hai, “Teri shaadi gadhe se kar dunga…!”
Bas isi ummeed me baitha hoon…