*g H A Z A L*

ankh ban jati hay sawan ki ghata sham kay baad
loot jata hay agar koi khafa shaam kay baad

loog thak har kay so jatay hain laikin jana
hum nay khoosh ho kar tera gham saha shaam kay baad

Han ne tanhai se poocha kay miloo ki kab tak
Is ne baichaini se foran kaha “Shaam kay baad”

itney chup chaap key rastey bhi rahien gey laa ilm
chour jaien gey kisi rouz nager shaam key baad

din guzar jata hai lakin najanay kyun
Aansoo tipak jatay hain shaam kay baad

Kitney chup chaap sey lagtey hain shajar sham key baad
tum ney dekha hai ye manzar kabhi shaam key baad

loot aey na kisi rooz wo awara mizaj
khool rakhtay hay isi aas pe dar sham ke baad…

lot ati hay meri shab ki ibadat khali
janay kis arsh per rehta hay KHUDA sham kay baad

Maar deta hai ujar janae ka dohra ehsaan
Kash ho koi kisi say na juda Shaam kay baad

sham kay baad

[QUOTE]
*Originally posted by Pyara sa doost: *
ankh ban jati hay sawan ki ghata sham kay baad
loot jata hay agar koi khafa shaam kay baad

loog thak har kay so jatay hain laikin jana
hum nay khoosh ho kar tera gham saha shaam kay baad

Han ne tanhai se poocha kay miloo ki kab tak
Is ne baichaini se foran kaha “Shaam kay baad”

itney chup chaap key rastey bhi rahien gey laa ilm
chour jaien gey kisi rouz nager shaam key baad

din guzar jata hai lakin najanay kyun
Aansoo tipak jatay hain shaam kay baad

Kitney chup chaap sey lagtey hain shajar sham key baad
tum ney dekha hai ye manzar kabhi shaam key baad

loot aey na kisi rooz wo awara mizaj
khool rakhtay hay isi aas pe dar sham ke baad...

lot ati hay meri shab ki ibadat khali
janay kis arsh per rehta hay KHUDA sham kay baad

Maar deta hai ujar janae ka dohra ehsaan
Kash ho koi kisi say na juda Shaam kay baad
[/QUOTE]

lagtah yeh ghazal bi kisi ko pasand nahi ayi ya phir iski samajh kisi ko nahi ayi ??? kahiye kiya majra he dosto

thanxxxxxxxxx

tata :wave:

:)

:k:

thanx blushing_vision

thanx sunny

ta ta :wave: