Anyone here happily married to a DJ.
Re: FYI
![]()
kalli billi ji aap brai meharbani rasta mut kata kijiyay, log khamkhwa preshan hotay hain?
Re: FYI
aap pooch raeh hain ya bata rahe hain???![]()
Re: FYI
DJ woh ganay bajanay walay log?
Haan hotay hongay din raat muft ki music jo sunnay main milta hain..
sotay waqt bi gana bajatay hongay woh log ![]()
tou aap mjhy tussaly ker lainai dain. Yay kiya ziyati hay.
Re: FYI
ok so wat does being happliy married has to do with a DJ??? ![]()
Re: FYI
Per i thought kay ap larkay ho?
ap ki shadi DJ say kaysay ho sakti hain ![]()
Kahee ap canada main to nahi rehtay? ![]()
Re: FYI
Ye aap bata rahey hain (“FYI”) ya pooch rahey hain (question) ![]()
Re: FYI
It should be FMI since it's a query.