Jab bhi tere ghar ka number ghumaaya hai,
Tujhay chodke sabne utthaya hai,
Aur har baar maine ek hi bahana banaya hai,
Uncle kya aapne koi bijli ka complaint karaya hai.
Tujhse na ban saka jo aaj tak,
Wo rishta phone pe tere baap se banaya hai,
Issi liye kal TV theek karne ko bulaaya hai.
khuda kya nahi dekh sakta, jab hum hastay hain,
kyoon hamesha ladkay hi fastay hain…
Daanie