funny shaye-ree

tere der pe sanam hazar baar ayengey, tere der pe sanam hazar baar ayengey, Ghanti DabaIengey aur bhaag jayengey

Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga Doosri Ladki Ko Dekha To Vaisa Laga Jab Dono Ke Joote Lage …To Ek Jaisa Laga!!!

Gungat Mein Tujhe Dekha To Dewanna Hua, Sangeet Ka Taraana Hua, Shamaa Ka Parwana Hua, Masti Kamastaana Hua, Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua lol

Tere ishq main janam kya se kya Haal Ho Gaya Badan Se Badboo Aa Rahee Hai, Nahay Zamana HoGay

got em in an email

nice :-)

:k: