Gungat Mein Tujhe Dekha To Dewanna Hua,
Sangeet Ka Taraana Hua,
Shamaa Ka Parwana Hua,
Masti Kamastaana Hua,
Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua
Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Doosri Ladki Ko Dekha To Vaisa Laga
Jab Dono Ke Joote Lage…To Ek Jaisa Laga!!!
Jo Ek Galti Karay Woh Anjan
Jo 2 Galti Karay Woh Nadan
Jo 3 Galti Karay Woh Shaitan
Jo Galtion Pay Galti Karay Woh Hindustan
Jo Har Galti Maaf Karay Woh Pakistan
tere der pe sanam hazar baar ayengey,
tere der pe sanam hazar baar ayengey,
Ghanti bajayengey aur bhaag jayengey
Jab hum is duniya mein aate hai,
Toh kitne rishtey saath laatey hai.
Duniya mein aane ke baad hum,
Kitne naye rishtey baanthe hai.
Magar in rishto mein se sirf,
woh pyaar ka pawitra rishta hai,
Jo hum marte dum tak nibhaate hain.