lets add on your funny shaeeri :
Raah chaltay mainey aik haseena dekhi
door is kay taakub may kaheen ja nikla
uss ko qareeb say dekha tou khula mujh pay raaz
main jisay heer samnjha thaa woh ranjha nikla
aahat si koi aaye to lagta hai ke tum ho
saaya koi lehraye to lagta ahi ke tum ho
ab khud hi batao jaan-e-jaan
kya tum kissi bhoot se kum ho??
![]()