1- khushk sali zyada khatarnak hoti hy ya sirf sali?
ans:
2- shohar ke zindgi pehly khatam hoti hy ya B.V k farmayesheen?
ans:
3-maa ke dua janat ke hawa kehty hain tu sass ke dua ko kya kaheen gy?
ans:
4- girlfriend aur galat friend ma kya faraq hy?
ans:
5- baraf zyada thandi hoti hy ya baraf ka pani?
ans:
6- CH shujjat husain ke urdu zyada mushkil hy ya sarhad waloo ke pashtoo?
ans: