Funny Dialects

Re: Funny Dialects

mujhe hyderabad se aage mehabubnagar ka rasta poochhna tha…
main mehabubnagar ke qarib tha…wanha log usse Mabubnagar kehte hain…

ussi tarah hyderabad me Hayat nagar naam ka area hai…telugu log usse Ayatnagar bhi kehte hain…