Aankhen Bhi Dekh Dekh Kay Khwaab Aa Gaee Hen Tang ..
Dil Men Bhi Ab Wo Shaoq , Wo Lapka NAHI Raha …
Kesay Milaaaen Aankh Kisi Aaeenay Se Hm???
Amjad … Hmaray Paas To Chehra NAHI Rahaaaaaaa …
Aankhen Bhi Dekh Dekh Kay Khwaab Aa Gaee Hen Tang ..
Dil Men Bhi Ab Wo Shaoq , Wo Lapka NAHI Raha …
Kesay Milaaaen Aankh Kisi Aaeenay Se Hm???
Amjad … Hmaray Paas To Chehra NAHI Rahaaaaaaa …
Re: From the past!
Kyun face transplant karwa liya hai joh chehra ghayaab ho gaya hai. ![]()
Re: From the past!
sar katta insan
Re: From the past!
Shayer kay kertoot he aesay hongay keh muunh dikhanay kay qabil nahin raha hoga
Re: From the past!
Shayer kay kertoot he aesay hongay keh muunh dikhanay kay qabil nahin raha hoga
mein samja ap ne likha ha :p
Re: From the past!
mein samja ap ne likha ha :p
Shair perh ker tou aapka gumaan hua thaa mujhey
Re: From the past!
aik hi baat hai ![]()
Re: From the past!
Shair perh ker tou aapka gumaan hua thaa mujhey
gumaan Ghalib hai
Re: From the past!
Nazar mila k zara dekh mat jhuka aankhain
barha rahi hai nagaho'n ka hausla aankhain
jo dil mai aks hai aankho'n se bhi wo chhalke ga
dil aaina hai magar dil ka aaina aankhain
Re: From the past!
:(
**Aankhen Bhi Dekh Dekh Kay Khwaab Aa Gaee Hen Tang ..
Dil Men Bhi Ab Wo Shaoq , Wo Lapka NAHI Raha ...
Kesay Milaaaen Aankh Kisi Aaeenay Se Hm???
Amjad ... Hmaray Paas To Chehra NAHI Rahaaaaaaa ...**