Re: From goddess to sex symbol
kaamnii
kaam = sex
ek gaane kii ek line thii:
**
kaamnii ke sang, bhai, kaam jaage hii jaage!
jaiso karam kare vaiso phand laage hii laage!!
**
bure kaam kaa buraa nateejaa,sun bhai Kaakaa
bure kaam kaa buraa nateeja, kah bhai bhaanjaa!
mere vaalid kaa ek she’r thaa:**
yehii suboot hai dunyaa ke shoGhl-e-be_jaa kaa
k muzmahil hai tabii’yat nashaat-e-kaar ke ba’d
**nashaat-e-kaar = sex