Re: Frogan lady is back...
**
[QUOTE]
**mujh say bicharh k shehar main ghul mil gaya woh shakhs
halaankey shehar bhar say adaawat usay bhi thi
woh mujh say barh k zabt ka aadi tha jee gaya
warna hur ik saans qayamat usay bhi thi **
[/QUOTE]
**
my fav one : )