**Jab b mughy kise ki zrorat hote hai ya mai kise sy kuch share krna chahte hoon us k sath jo myry close ho tu kyun wahe insan free nahe hote hamesha kuch na kuch aysa ho jata hai k mai wo bat us time share nahe ker pate jab mughy krna hote hai.
kia yea problm sirf myry sath hai ya ap k sath b?
**
plz ap sab sy aik guzarish hai k mughy english bilkul nahe ate tu plzzzzzz Sorry ap sab mugh sy urdu mai bat krain agr bura na lagy tu :(
**
**
oh mere Allah mujhe bhi urdu ittifaaqan bahooot achchhii aatii hai...lakhnauwa urdu,...to, maiN arz kar rahaa thaa k aisii kaun sii baat hai jo aap kisi ke sath share karnaa chaahtii haiN aur uske paas waqt nahiiN hotaa? zaroorat kaa kia matlab hai? kia udhaar maangtii haiN lolllzzzz hahaha