Batt yahan kissi ko muaaf kerny ki nahi Muafi mangny ki ho rahi hy (jahan tak mera andaza hy ju Allah Mafi aksar ghalat hi nikalta hy:D)ky riwaj hy Hajj per ya safar per jany sy pehly sab ko keh do"Mera kaha suna muaaf" Ab jab kissi ny kissi dosry ko lath nahi mara tu mafi mangne ki kiya tuk:smokin2: