Re: Foreign Minister of Pakistan - وزیرخارجہ
Jis Mulk ki behtreen strategic policy taleem yafta aur wasee un nazar educated bloody civilian bureaucrat banain..
mager fooj us policy ko raddi ki tokri main dal de aur apni inter pass pesha warana salihait ko use kary to uss mulk ka to Allah hi Hafiz hia…