for those who are in love
mohabbat main maaray jaatay hain
zara unsay poocho to sahi
mohabbat kis ko vo kehtay hain
haaey uski ankhain bad badi hain
chera uska gulab ka sa hai
hansti hai to phool jartay hai
dil mera vo churaa leti hai
chalti hai hathi ki chaal say
koyal jaisi uski awaaz hai
hamesha hansti rehti hai
us k dimag main kya hai
mujhay kuch pata nahin ha
pehli baar jab usay dekha
to kaalay say ek burkay main thee
lambi si patli si lagti thee
chup-chaap rehti thee
badi sehmi huee hai vo
din main namaaz 5 baar parti hai
achchay ghar ki hai
mujhay us se mohabbat hai
mohabbat kyaa hai
mujhay yeh n poochoo
poocho meray dil main kyaa hai -
mohabbat hai, mohabbat hai
meray dil main us k liyay
mohabbat hai, bahut mohabbat hai