Re: For the attention of KKF
maiN baRaa? lol…vo kaise?
are baba, in asmaa-e-Husnah se jab NOON niklataa hai to jo bachtaa hai vo ism-e-Husna hotaa hai jaise AHmadun kii noon nikaalne ke ba’d Ahmad bachtaa hai…isii taraH:
Hamidun se Hamid
MoHammadun se MoHammad
Shaahidun se Shaahid
so, isii taraH
Mahdin se Mahdi
Khair, merii aql-e-naaqis kaa hii qusoor hogaa agar aap is baat ko nahiiN samjhiiN to. ![]()