For Muwaqee ...

Tum jo kehti ho chorr dou Cigarette

Tum mera haath thaam sakti ho ?!?

Re: For Muwaqee ...

yeh Muwaqee kon hai?

Re: For Muwaqee …

:sunnyboy:

Re: For Muwaqee ...

yeh suttay bazi kab say shru hogaye....

Re: For Muwaqee ...

smily ka poster ki rae se mutaffiq hona zaroori nahin

Re: For Muwaqee ...

aray bhaiya main bhi to mazk main hi kah raha hon... weasay sutta/sheesha culture din ba din bartha ja rahahai...

Re: For Muwaqee …


Restored attachments:

Re: For Muwaqee …

huqa ziada dair chalta hai… :cobra:

Re: For Muwaqee …

http://www.paklinks.com/gs/images/smilies/sunnyboy.gif

:cobra: :nono1:

Re: For Muwaqee ...

Laga dum miita ghum ...yaani ..muqa nay sinrat noshi nahin chorni ...noshi ko chorr deyna hai

Re: For Muwaqee ...

Noshi kon?

Re: For Muwaqee ...

lagta hai Diva pe bhi jiia ka asar ho gya hai

Re: For Muwaqee ...

Muqawee will tell you

Re: For Muwaqee ...

Serdi kay ba'iis kuch dikhai nahin de raha :D

Re: For Muwaqee ...

khof e khuda karo.. Noshi Gilani meri Amma ki hum-umar hai

Re: For Muwaqee …

Dawa app nay kiya hia… to jawab bhi app hi say talb kiya jaye ga… :cobra:

Re: For Muwaqee ...

karachi mein bhi dhund ka raaj hai kya

Re: For Muwaqee …

khud lagaty jayein

Re: For Muwaqee …

:nono: :nono1: :nahi:

Re: For Muwaqee ...

pio pio devia chorny ki zarurta nhai
chorny waly bewafa hoty hein