armughal, would really appreciate if you didn’t make a comment like that. Thanks.. i just get very uncomfortable with comments such as these. Hope you understand.
Acha acha sumjtey hein sub Yahan ,Ke Ammar bhai decent bunnein ka hufta muna rahey hein ,
Wesey Ammara bhai u said very right at leqast meri biwi aisi ho tu mein Riaz busra ke leai lurta hoa murna pusand keroo ya phir jaan booch ker kisi linux machine ki supply power haath mein pukar loon kaimat waley din app guwahi de dena ke galati se haath ko lu gai thi,
Aisi biwi honey se Acha hay insaan surkoon pe churs pe pe ke mur jay .
WHAT A EWWW WIFE.
** KOi Sajin ho koi piara hoo ,koi deepek ho koi sahara Hoo Jub jeven raat andheri hoo aik bar kahoo tum meri hoo **
armughal bhai awww thanks for concerning! app zindagi main yae bol bol ker tajurbaat ki jiyae, insaan tajurbay sae hi seekhta hai! ( and yeah if i sounds mean/rude or watever, lemme know because i don’t supposed to do that )
bhaloo daikhyae, mahsoos kijiyae, tajziya kijiyae, nataij sae khud ko agah kijiyae…khud hi jaan lo gae kae app iss amal main dakhal daynae kae qabil nahin (kuch samagh main aya? mughae bhi nahain aya!
sailor bhaiaray jab koi cheez das taras sae bahaar hoti hai to iss ka hasool sar charh ker bolta hai magar jab woah hasil jati hai to apni qadro qeemat kho dayti hai
Sister ka hukum sir khana pe leken hazor Honey wali ke haqook ki larian aub se lari jaa rahi hein jub wwo aa jay gi tu Bhai ko ghar ke bahir hi betha dena ,
ghalti har koi kerta hai magar usae dhurana baewaqoofi hai! hehe i mean suna hai shaadi kae baad insaan aik naye zindagi shuro kerta hai aur usae kerni bhi chahyae!
la hasil khuahishon kae pechay dorna aisa hi hai jaiseh sehra main paani kae peechay dorna!
app ko kiya milae ga apnae masoon doston ko pitwa ker! jabhi kehtae hain asteen main sanp nahin palna chahyae!
kisi pahar per charnay kae liyae us ki bulandi na daekho balqae apni himmat daekho! yaar aisa bhi kiya, shaadi to hoti hi iss liyae hai kae app sab kuch doosrae banday sae share ker sakain!
rona aur hansna sisirf us waqt chahyae jab dil kahay magar kehna aur kerna sirif us waqt chahyae jab deemagh kahay! (agay app khud samaghdar hain)