Re: For KKF Bhaii..
maira aisa koi irada nahin tha, ye to wo shakal thi jo ye bata rahi thee ke aapka mashwara zair-e-ghor hay, jaan ki aman paaon to koshish ki jasakti hay yaha do char kalaam paish hi kar daalun… magar… mmmmmm…sochungi
![]()
aray aap to pakistan main bethen hain shayad, haan wahan to roza khul gaya hay ![]()