Re: For kinzz ![]()
aa gaii, aa gaii…bas chand dinoN kii baat hai…phir aise uRuuNgaa jaise tan se rooH nikaltii hai…phir GS be_jaan ho jaayegaa
![]()
maiN to PK se poochhne aayaa thaa k vo mujhe bhii aise hii miss kareNgii jaise tumko kiyaa…![]()
vaise, tum achaanak kaise namoodaar ho gaiiN? kia khajoor pe se Tapkii ho?
voii to kar riyaa huN…iimaan se! ![]()
Tokraa order kiyaa huaa waa hai…aate hii maiN rafoo chakkar ho jaauuNgaa, iA ![]()
ek saal kiuN? yeh andar kii Khabar baahar kaise aa gaii? ![]()