Aewein zehn mein aa gaya!
Suno aey mom ki larki
Qadam dou chaar chalnay se
Safar sanjha nahin hota!!
A wonderful contributor of POETRY!
Keeping things alive in PS ![]()
Aewein zehn mein aa gaya!
Suno aey mom ki larki
Qadam dou chaar chalnay se
Safar sanjha nahin hota!!
A wonderful contributor of POETRY!
Keeping things alive in PS ![]()
Re: For Jiiaa
From Jiaa....lolz
Bohat Roya kray ga wo Hijar ki weeran raton Main...
hamari Qurbatoon k Jab Saharay choot Jain gay...
Re: For Jiiaa
thanks cute ![]()
Re: For Jiiaa
![]()
Re: For Jiiaa
![]()
Re: For Jiiaa
ur welcome ![]()
Re: For Jiiaa
for ![]()
Re: For Jiiaa
coz baqool Jiia
hansanay pay bhi aa jatay hain bay sakhta ansoo…
kuch loag mujhay aisi dua daay kar gayee hain…
Re: For Jiiaa
ye ajeeb fasle firaq hai!
k na lab pe hurfe talab koi
na udasion ka sabab koi
na hujoom derd k shoq main!
koi zakham ab k hara hoa
na kaml badast ado hoe
na malamat safe dostan
pe ye dil kisi se khafa hoa
koi tar apne lebas ka
na hawa ne hum se talab kia
sare rahguzer wafa berhi
na diya jalane ki arzoo
pe chara gham do jahan
na koi maseh na charager
na kisi kahayal ki justuju
na khalish kisi k wisal ki
na thakan rah maho sal ki
na dimagh rang rukh batan!
na talash lashker nasahan!!
wahi aik hal hai zabt ka
wahi aik chal hai deher ki
wahi aik rang hai shoq ka
wahi aik rasm hai sher ki,
na nazer main khof hai rat ka
na fiza main din ka hiras hai
pe arz hal sankhonran,
wahi humsukhan hai rafeq jan,
wahi hum shukhan jise dil kahen!
wo to youn bhi kub ka udas hai.
ye ajeb fasle firaq hai,
ye ajeeb fasle firaq hai
Re: For Jiiaa
Kuck aur rusva karo mujhey ...koi aur perdah reh na jaey
Mujhe muhabbat nahin junun hai, junun ka haq kab adaa hua hai?!?!
Re: For Jiiaa
Kuck aur rusva karo mujhey ...koi aur perdah reh na jaey Mujhe muhabbat nahin junun hai, junun ka haq kab adaa hua hai?!?!
tum badalte rahte ho….roz …ek nayaa chehraa;
kuchh khabar bhi hai,pyaare!….aainon kaa kyaa hogaa…….