assalamau alaikum wa rahmatullahi wa baraktuhu
jee janwar bhai aap yahan nahi aty ho cafe may aur doosron ko kehtay ho kay kahan ho aap to aab plzzzz yahan akay baat karo
Re: for janwar bhai
JANWAR ya Jungle maiN hoga.. ya ChiRya Ghar maiN… Wo CAFE maiN kia karega… ![]()
Re: for janwar bhai
nahi na yeh zara unique janwar hay:p
Re: for janwar bhai
Unique Janwar… meanz… OOOOONT ![]()
Wo tou … OONT boay tou CAMEL … oonT ray oonT teri konsi Kal seedhi ![]()
Re: for janwar bhai
nahi oont nahi bas is janwar ka nam insanoon ki tarha hay ROHAIL :D
Re: for janwar bhai
LOLz .... Tou oonT ka naam bhi tou ROhail ho sakta hay na...... ;)
Re: for janwar bhai
nahi to oont ka name rohail na hosakta oont to oont hota hay:p
Re: for janwar bhai
Kesay naheeN ho sakta… Jab… ROhail Janwar ho sakta hay.. and.. Janwar OonT ho sakta hay tou … Technicaly … Rohail oonT ho sakta hay na ![]()
Re: for janwar bhai
nahi nahi nahi rohail janwar ho sakta hay but sirf aur sirf unique janwar thats why rohail ooont nahi ho sakta
Re: for janwar bhai
![]()
Leme GIve U Mathmatical Prooof
ROHAIL = JANWAR
And we Know that… OooonT = Janwar too…
Applying Formula… A= B and B = C tou .. Automaticlay A = C
TOu… Hence Proved ke… Rohail = ooonT
LOOK I am Genious ![]()
Re: for janwar bhai
jee nahi har jagha yeh formulay nahi chlatay:snooty:
Re: for janwar bhai
But Karachi maiN Chaltay haiN ![]()
Re: for janwar bhai
karach may chlatay hongay janwaroon may nahi chaltay:p
Re: for janwar bhai
Janwar bhi Karachi ka hay na :D
Re: for janwar bhai
oh mera bacha ![]()
wesay yah mujh ko cafe mai layah jaa raha hai yah phir bhagayah jaaa raha hai
thanks for izat karing me ![]()
Re: for janwar bhai
yaha ane ki fursat hai…lekin pm nehi karsakte…
![]()
Re: for janwar bhai
Wahee jo Sunehra Bichoo karta hai ![]()
Re: for janwar bhai
aray
for u as well bhai jano aur welcome to cafe aray aap ko laya jaa raha hay cafe may shukar hay kay aap ai
Re: for janwar bhai
lekin may to peshawar may hoon na
Re: for janwar bhai
aray a
for ur bhai and a very warm warm welcome to cafe
aur yeh aap ko cafe bulaya jaa raha hay and no need to say shukria acha:)