For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

Hi Olay mil gayeeeeeee :balley:

Ye rahey khaney waley olay :yummy:

abhi abhi le ker ayi hun 50 rupe Do paooo :stuck_out_tongue:

Bhun ke khaun gi raat ko :yummy:

Jab bhi mae Tehla dekhun mera dil deewana boley OLay olay olay olay olay oaly :rotfl:


Restored attachments:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

:ast: ye channe… Sindhi main isse ‘phota kehte hain’. haan mujhe ache lagte the.. ab irritate karte hain

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

:eek:

aray ye to phaliyan hein :smack:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

yeh kya cheez hai mujhy b btao :konfused:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

channe hain… ye ubal ke bhi khae jate hain.. fry kar ke bhi. iss ki daal bhi banti hai aur pulao main bhi daalte hain

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

in ko olay kis zuban me kehty hain? :hmmm:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

phuppi ki zaban main :zobo:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

wah multiple uses :konfused:
easily mil jatay hain ? main ne to first tym dekhay n sunnay :sid:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

sabzi walon ke paas mil jate hain easily

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

:omg:

kya photaaa ?/ :hehe:

kyun :hmmm: itney mazey ke hutey hain :yummy:

is liye kyun ke is mae se akser khali hi hutey hain :mad:

mae ney shuru se olay hi sunna hai :sid:

issey kachey bhi kahtey hain or paka ke bhi abhi anney waley hain bus :yummy:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

sabzi walon k pas channay :eek:
r u serious :bummer:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

MEri zbaan ma childhood se yeho sunna hai :lb:

mujhe koi kuch na kahey :snooty:

Fillhaal App is time phuppi ki zuban bol rahey hian :afshi:

Bhaiy ma ek hi tariqey se kahti hun wohi theek hai yahan pakistan mae tu her heez ki biryani bana detey hain :barbie:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

i am eating olay :yummy: :shoaby: :yahoo: :omg:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

ghareeb log :snooty:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

sach mae is lehaaz se you can say this :snooty:

wahan nahi hutey jab yahn ati hun tbhi kahti hun :vivo:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

Karachi main kuch ilaqon main nahin milte.. jab main shroo main Karachi aaya aur sardiyon main ghar jata to ammi specially mangwati thi… maine kaha ye paindoo dishes mujhe pasand nahin :rotfl:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

https://soundcloud.com/va-chiefsworld-remix-sept/08-jab-bhi-koi-ladki-dekhu-dj

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

ye koi dish nahi pulley samjh ker kahyein :jj:

Time pass phulley:khumar:

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

chipku phulley :bummer: waise ek dafa meri dadi ne tawwe pe rakh ke bhoone the.. aag ziada garam thi so thoRe jal gaye the.. unho ne peeche chalne main rakhe the, main roz raat ko chalne main se utha ke lihaaf ke ander khata tha

Re: For Hakuna And Muqqawee Olay Olay Olay

chipkuu kyun hath kaley hu jatey hain isliye :hmmm:

khud ka dil bhar gaya mujhe tu kabhi kabaar naseeb hutey hain :emmy: