haan mei jaag gaya hooN ![]()
pehla you have to be a mad man/woman ![]()
baqi mujhay nahi pata kisi aur say poocho ![]()
haan mei jaag gaya hooN ![]()
pehla you have to be a mad man/woman ![]()
baqi mujhay nahi pata kisi aur say poocho ![]()
Re: Flooding kay 10 asool
a mad one over here..![]()
Re: Flooding kay 10 asool
wah wah! aik aur aik mad mil kar kya banatay haiN A MAD COUPLE :D
Re: Flooding kay 10 asool
2.> Uve to have loads of free time to learn the finer tricks. :)
Re: Flooding kay 10 asool
Mad + Mad = Genius..
![]()
Re: Flooding kay 10 asool
Imran jeee ![]()
baaqi saarai asool ka bhi pata hai aapko. ![]()
warna aap itni zabardast flooding kesay kartaiN hongaiN? ![]()
Re: Flooding kay 10 asool
^^ Haan mei nay tumharay floooding per kuch lectures attend karay thay ![]()
wah ji wah nikki.M ney doosra asool market mei phaink diya ![]()
Re: Flooding kay 10 asool
3> pehlay bolo phir tolo
4> sawal ganudum ka to jawab chaana ho
baqee ke tafseelat sunday kay akhbarat main dekhain
Re: Flooding kay 10 asool
IQ singing we are genius we are genius
![]()
Re: Flooding kay 10 asool
5> khaana peena manna hai :nono:β¦pehlay flooding karro, PHIR khaoo peyoo jo marzi ![]()
Re: Flooding kay 10 asool
:k:
Re: Flooding kay 10 asool
^sub bata doon ab
Re: Flooding kay 10 asool
^^ Q kia kia chupa kar rakha hua hai nannay say pait mei, kaheeen koi bakri wakri tou nahi hai na ;)
Re: Flooding kay 10 asool
who have brain un k secrets damgh main chupay hotay hain
app ki aqal Pait main hay jo pait main cheezain chupatay ho !
Re: Flooding kay 10 asool
nahi mei pait mei nahi ghuttno mei rakhta hoooN Kia karon hai hi thori si :halo:
Re: Flooding kay 10 asool
**
![]()
kia flooding ke liye degree chahiye hoti hain?**
Re: Flooding kay 10 asool
Haan ya tou degree ho werna MOD ki friendship :D
Re: Flooding kay 10 asool
Flooding Degree..
University of Flooding..!!
Place..: Gupistan..
:D
Re: Flooding kay 10 asool
^^ aur hamari nai instructor haiN miss lady jo aap ko perhaingi larko ko kaisay ghaans daltay haiN kay woh aap kay liay saara saara din gs her bhaithaiN rahaiN :-/