flooding ka hai zamana

3 to aaj hay .. :confused: … to baat kessayy hoyee .. :eek: ..

haan aaj hai..

aur koun sii baat? kiya keh rahey ho?

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *

haan aaj hai..

aur koun sii baat? kiya keh rahey ho?
[/QUOTE]

acha acha rehndoo .. :p ..

[QUOTE]
*Originally posted by BrokenSky: *

acha acha rehndoo .. :p ..
[/QUOTE]

batao na k kiya mutlub tha?

ya phir pm main bata dou..

acha phir ye jan’na chahiye ke ye thaknay ke bawajood bhi log flooding ka peecha kyoN nahiN choRtay. :frowning:

nahi loog peecha chor bhi deitey hain..

lakin aap udaas kiyon ho rahey hain? mujhey ye baat samajh nahi aa rahi.. :bummer:

:wave: :wave:

abhi time nai hay pm karnay ka yeh batanay ka .. :wink: ..

samajh gayee .. :blush: ..

kyoNke maiN bhi flooding karna chahta hooN na, laikin mujh se nahiN hoti :frowning:

nahi :grumpy:

acha chalo, baad main pm ker deina.. lakin bata zaroor deina …

kulfi walaa- :wave:

:rotfl:

ye kiya mushkil hay? :halo: kisi bhi guppie ko pakrein aur shuru ho jaaien :smiley:

phir aagaye hain aap .. :halo: ..

sup kids?

chala jaon sir jeee :frowning:

guppie ko pakra tau pathan mazeed badnaam hoNge. gupan ko pakRa tau toota paRay ga. :nono:

:frowning: tum kyoN marwana chahti ho?

:smack2:

mera mutlub hay k kisi bhi guppie k saath flooding shuru ker dein.. pakarney ka mutlub ye tou nahi hay k waqaii main pakrein :hehe:

BRB

tau explain kiya karo na. ab mujhay kya pata ke tumhara kya matlab tha, abi kissi ko pakRa hota aur masla ban jata. :frowning:

HB

hehe, sorry janab.. dobara ye ghalti nahi hogi :stuck_out_tongue:

plz ye sad smilie na use kerian :bummer:

kyoN whats wrong with using it? :frowning:

mujhey nahi acha lagg raha.. :bummer: