flooding ka hai zamana

Re: flooding ka hai zamana

nope aaj koi class nahi thi liken i m at uni kal paper hay mera and abi tak kuch b nahi parha hay mai nay :hula:

Re: flooding ka hai zamana

^^ Subhanallah, aisey noujawaan hou tou mulk taraqee q nahee karay ga:snooty:

Re: flooding ka hai zamana

To aap bhi univ me he..

Hehe..sooo sweet..:blush:
lekin mere bhai ko bhi kion mar rahe he…:crying:

Re: flooding ka hai zamana

paper :eek:

Lekin koi baat nehi aap ko to saab kuch ata he..hena…:nahnah:

Re: flooding ka hai zamana

ji haaan baja farmaya hay aap nay :blush:

Re: flooding ka hai zamana

yup paper

haan mai nay aaj he sab kuch lunch mai kha liya tha is lyiay mujay sab kuch ata hay :mocking:

Re: flooding ka hai zamana

:eek: mai nay kia kiya hay :bummer: :teary1: :teary2: :crying:

Re: flooding ka hai zamana

Hehe..

Re: flooding ka hai zamana

:slight_smile: :hula:

Re: flooding ka hai zamana

Waisey kis subject ka paper he??

Re: flooding ka hai zamana

SQA ======>>> sofrware quality assurance

Re: flooding ka hai zamana

:konfused:

Re: flooding ka hai zamana

^ its computer telated course so dont think alot :p

Re: flooding ka hai zamana

ohhh…Lekin itna mushkeel paper he..phir aab study kion nehi kar rahe??

Re: flooding ka hai zamana

kal karoon ga study
coz paper 6 - 7 hay so suba say kesay time ho ga

Re: flooding ka hai zamana

me samjhi nehi???

Paper 6-7 hay…ya phir 6 -7 bajhe he???

Re: flooding ka hai zamana

6 say 7 bajay tak paper hay kal shaam mai

Re: flooding ka hai zamana

aab samjhi…

Sorry tordi deer baad samajh ati he..hehe

Re: flooding ka hai zamana

Saab kahan chaley gay he..:crying:

Re: flooding ka hai zamana

sabb houn gein idher udher kaheeen......chalou donoun mill kar dhoonday:D

Mr. Innocent Goodluck Yaar in ur exam tomorrow:)