flooding ka hai zamana

Re: flooding ka hai zamana

ik he baat hoiee na 19 ya 16 say koi faraq nahi parhta hay :p

Re: flooding ka hai zamana

Jee haan pardta he na..Me subha jaldi nehin uthongi..khoob songi..:slight_smile:

Re: flooding ka hai zamana

Achi baat hay weeek end pay khoob neend pori karni chiay :bummer:

Re: flooding ka hai zamana

Jee haan..:slight_smile:

Lekin aap kion udas ho rahe he??

Re: flooding ka hai zamana

Coz i have not weekend na meray lyiay to sab he working days hain yani k 24*7 :bummer:

Re: flooding ka hai zamana

Ohh..:bummer:

Re: flooding ka hai zamana

^ khair ab to adat ho chuki hay :hula:

Re: flooding ka hai zamana

:wave:
:salam:
:rolleyes:

Re: flooding ka hai zamana

W salaam :wave:

Re: flooding ka hai zamana

jiti rahien khush rahien

Re: flooding ka hai zamana

Kese he bhai??

Wania kesi he? Aab to a gay hogi na??

Re: flooding ka hai zamana

mai theak thaak ALLAH ka sukar hay
Wania b theak hay ALLAH ka sukar hay
ji haan Wania kal aiee hay and wednusday ko wapis jaiay ge INSHALLAH

Re: flooding ka hai zamana

Okkk..:slight_smile:

Aur apki cricket team kesi he :nahnah:

Re: flooding ka hai zamana

cricket team theak hay

Re: flooding ka hai zamana

Ok..:)

Aur kia ho raha he?

Re: flooding ka hai zamana

kuch b nai ho raha hay

Re: flooding ka hai zamana

oyeeeeeeeeeeee yaroun flooding karni nahee atti :bailan:

Re: flooding ka hai zamana

Oh meri tarah farig he..:)

Class bhi nehi he aaj?

koi

Re: flooding ka hai zamana

Flooding …:confused:

aur aap maar kion rahe he..:crying:

Re: flooding ka hai zamana

q nahee hai meri class…leaving in 5 min :smiley:

yaar apni palli palli sis ko thourri mar raheen houn, yeh unn logoun keh liye hai jo kehtein hain apnay aap ko Mr. Innocent!:hehe: