Re: flooding ka hai zamana
ki haal a paji?
Re: flooding ka hai zamana
ki haal a paji?
Re: flooding ka hai zamana
jiti rahien khush rahien
mai theakthaak ALLAH da sukar aay
tusi sunaoo tuwada ke haal aay
Re: flooding ka hai zamana
sara din
hmmmmmmmmm
suba 5 vajay sota
fair 11:30 tay utha
12:30 pay daal wid parhatha khaya
fair university chala gia
namaz parhi
jinnah super and super markeet gia
wapis university aya
burger khaya
phir shaam mai ghar aya
dinner kiya
ami abu ko bas stop tak drop kia 12:40 pay ghar wapis aya ayr net on kar liya
thats all ![]()
Re: flooding ka hai zamana
bas… itne kam kaam ![]()
kidding… mashallah very productive day :k:
Re: flooding ka hai zamana
yup itna thorha sa kaam kiya hay aaj mai nay
sukriya ![]()
aap nay kia kia kiya sara din
Re: flooding ka hai zamana
ajj main shopping gayi si apne dost de naal… bus che kisi ne mainu terrorist bular kar punga litta… main unno sidha kitta… fair shopping centre che naya purse aur handbag khareedta… fair khar ayi, shower lita te khana khaya fair GS te flooding kitta ![]()
Re: flooding ka hai zamana
^^ ![]()
aina thorha kaam kita aay tusi aaj sara din ![]()
Re: flooding ka hai zamana
hanji… boh mushkil sigga… khair i didn’t tell you about my morning…
GS per thi, phir tayyar honay gayi shopping ke liye… phir sala postman khat khatane laga… ishpecial delivery thi dad ki
khair… main sign kernay gayi aur pechay mere darwaaza band hogaya tha… chabee thi nahi mere paas… to main peechay se gayi apne padosi k gate se aur apne fence ke upar se chalang mar kar undar gayi… aur ye sab laal lawn shalwar kameez main aur gehre rang ka hijab
upar se bahur full roshni…
Re: flooding ka hai zamana
^^
![]()
yani k apa ka din mixup tha acha ayr bura dono ka
Re: flooding ka hai zamana
hasso hasso… mujhe bhi khoob hansi ayi ![]()
upar se postman bara ghoor raha tha
usse thappar marney ka dil kar raha tha ![]()
Re: flooding ka hai zamana
baat he hassi ke thi to hassi to ani he thi ![]()
to ik adad took he daiti aap na ![]()
Re: flooding ka hai zamana
bilkul ![]()
nahi yaar… waise hi muslims badnaam huwewe hain london main
- main upar se postman ki pitai kari to giraftaar hojati
lekin wo naaaaaa ![]()
Re: flooding ka hai zamana
phir yaha par itna gusa kyo nikal rahi hian ![]()
Re: flooding ka hai zamana
sholli bhaiya… didn’t mean to ![]()
Re: flooding ka hai zamana
![]()
Re: flooding ka hai zamana
just kidding behna ji
dont worry ji
wesay agar aap ke jaga mai hota to mera khailat b aap jesay hotay
Re: flooding ka hai zamana
hmm…
khair… aur koi sunaein… koi nayi taazi gal baat..
Re: flooding ka hai zamana
kia ayr sunaaooooooooooon
meray pass sunanay k lyiay kuch b nahi hay
ko navi tazi nai hay
Re: flooding ka hai zamana
me either ![]()
![]()
for once… i am speechless - mubaarki thread kholna chaye ![]()