Re: flooding ka hai zamana
Bilkul theek thaak…Aap sunaiye?
Kiya ho raha he subha subha?
Re: flooding ka hai zamana
Bilkul theek thaak…Aap sunaiye?
Kiya ho raha he subha subha?
Re: flooding ka hai zamana
main theek hoon… aap kaisi hain? aaj AC kaam kar raha hai sahi se?
kal ka… i know
subha se nikli huwi thi main to sirf raat main GS per anay ka mauka mila…
Re: flooding ka hai zamana
**Nayaab :
**
Re: flooding ka hai zamana
main bhi theek hoon… subha subha bas garmi ho rahi hai…
and of course flooding ![]()
office main kia chal raha hai? kaam na karnay k ilawa… ![]()
Re: flooding ka hai zamana
Theek thak sis…Allah Ka shukar haiN
Haan jee aj AC kaam kar raha haiN…aur wese aj itni garmi bhi nahin haiN…to sab kuch theek haiN:)
Subha se..??hmmm kaha Sis? Shopping par?
Re: flooding ka hai zamana
Jee kia hua…??? Kion bulaya ja raha haiN humheiN!!
Re: flooding ka hai zamana
Acha..yahan to kafi acha mausam he..![]()
Kuch nehi buss abhi aye hon office..aur ate sath hi GS shuro ..
Socha boss ke ane se pehle tordi GS karlo..phir baad me kaam karongi..![]()
Re: flooding ka hai zamana
Kuch nehi …aap ko kaun bula raha he..
Re: flooding ka hai zamana
no… aaj ka program shopping hai ![]()
kal subha subha masjid gayi thi, phir apne bhanjay ko school se liya… phir unhi ke ghar chali gayi thi… aur shaam main wapis aaker phir apni khala ki taraf nilkul gayi left-overs khanay k liye
parson unki graduation party thi… aur bahut saara khana rehgaya tha ![]()
aap ne kia kiya din bhar?
Re: flooding ka hai zamana
:k: achi baat hai… sab se pehle GS…aur baad main baaki sub kuch ![]()
acha… to office main kia kia kaam nahin karti aap? ![]()
Re: flooding ka hai zamana
Jee haan bilkul ![]()
Ajkaal to kuch nehi karti..ChuttioN ki wajha se kaam bilkul bhi nehi hota..
Issliye kaam par boor hoti rahti hon..![]()
Re: flooding ka hai zamana
awww
bore mat ho… flooding karo ![]()
Re: flooding ka hai zamana
Ohh isska matlub kafi masroof rahi aap kaal…
Humara to yahan koi bhi nehi he..![]()
Re: flooding ka hai zamana
flooding…flooding…flooding…flooding ![]()
Re: flooding ka hai zamana
main hoon na
… computer ke through ![]()
khair… shopping ke liye nikloongi thodi dair main - aap ko kuch chaye to bataye… ![]()
Re: flooding ka hai zamana
Woh…yani khoob enjoy kia:)
Hum kia bataiN sis…sun kar aap bhi bhoor ho jaheiN gi..Kal subha office aheiN..Kaam itna nahin ta lekin pher bhi torda bohot kar ke 8hours guzarheiN…uske baad ghar gai..khana khaya…pher trening ke liye chalheiN gai..Shaam ko Aik friend ahi huwi thi…so unki bethi ki kuch pics le..aur bas dekhteiN dekhteiN raat ho gai aur istarha pher hum office main ponch gai:bummer:
Re: flooding ka hai zamana
Thanks ![]()
Hmm…abhi kuch yaad nehi a raha..![]()
Re: flooding ka hai zamana
![]()
Re: flooding ka hai zamana
1
2
3
Flood ![]()
Re: flooding ka hai zamana
Lols :D
salam Hafi sister
daikho yea koon a gia hay (just listing this song)