...Flooder-e-Azam...

BAYSHARAM!!!! badshah jee ko bulaya jaye!!!!! i demand it!!

Re: …Flooder-e-Azam…

:rotfl:
do u even know wht TALAB means lolz… we say chai ki talab he means bus ABHI chaye har haal he … as if ur addicted to it… :rotfl:
q na dilaon biwi ki yaad… bhoolne me bh me hi madad kerti hon :wink:

Aap koshish kartey rahiye :smiley:

Firangiyon ki zuban mein matt baat karo, badshah salamat k sar k ooper sey guzar jaati hai :fatee:

Haan, hamey 2 kaneezon ki talab horahi hai :mad:

:rotfl: :rotfl: :rotfl:

:cb: how funny

:aq: aap ne hi yeh mozooh chera tha

bas khamosh ab:mad:!!!

na mehram aurtoon ko dekhnay say behtar hai ke ankhoon ko nouch liya jae:aq:

aur hum sirf chust pajamay pehantay hain ,koi aam pajamay nahi:snooty:

Ab samajh aayi? Uskey baad mein nahaney jaaonga. Lekin paani bachaney k liye merey paas aik tareeqa hai jo meney kisi ki profile wali tasveer par dekha tha :shikra:

Re: ...Flooder-e-Azam...

lol awww jan lolz

Aap chust pajamey pahentey hi kyon hain? :faizy: Aur mein kaneezon ko nahi dekhoonga, apni aankhen band kar loonga :halo:

hum yahan Islami muashra kayam karna chahte hain aur aap humein kuch aur tajweezein de rahe hain:mad:

:snooty: ek shart par

un sab ko apnay nikah main lena hoga:shikra:

:smack: that was for fish only

Manzoor hai. Aisa karein, phir aap 2 kaneezein foran bhijwa dein, baqi aik ki gunjaaesh hogi aur woh mere zehan mein already hai :shikra:

Mein machli hoon, aap sey mil kar bari khushi hui.

Re: ...Flooder-e-Azam...

aap machli nahin , whale hain .. aap say mil ker durr lug raha hey :D

Re: …Flooder-e-Azam…

:hmmm:humein manzoor hai

jo bhi kaneez razamand hui , wo aap ki dulhan bane gi:shikra:
Valeemay ki dawat hamari taraf say hogi

Mei woh machli hoon jo paani bachaney mein madad karti hai :blush:

Shukriya :salute: Aik tou Jazzysam ko razamand kar dein tou bari maherbani hogi. Doosri ka mein sochoonga aur aap ko kuch der baad bata doonga. :salute:

Re: …Flooder-e-Azam…

wrong ans : you waste water … :devil:

:emmy:

Agar aap hamari madad karein gee tou mein pana bachana bhi seekh jaaonga :blush: Ab jaldi keejiye, hamey nahaney ki talab ho rahi hai :aj:

Naraz kyon hoti ho, shaadi bhi karoonga na :shikra:

Re: ...Flooder-e-Azam...

so...kaahn hain kaneezen aur kya bana shikra ka? he Allah mujhe to fikar horai he...abhi se jakar lifestyle puchti hun kai pehnun waleeme ki dawat per....

ufffffffff :smack:

hahahah…aap foran jaa kar shadi forum mein mashwara shiroo kar dein :smiley:

Larki ki uff mein hi uski haan hoti hai. Mujhe bhi qabool hai :blush: