...Flooder-e-Azam...

Chacha, aap umar raseeda shakhs hain, aapkey liye begum nawazish ali theek rahen gee, naujwan kaneezein merey liye rahney dein.

Sakhawat ki baat nahi hai, mein aapka faaeda soch raha hoon. Kaneez pahley hi meri taangein daba kar thaki hogi, phir aapki theek sey seva nahi kar sakey gee. Isliye kaneezein apni apni, dono ko faaeda hoga.

Aapko itna kaisay pata begum sahiba k baarey mein? :hmmm: