...Flooder-e-Azam...

thats an idea… shikra aap ko kisi kaneez ki zaroorat nahin rahy gi… aik hi sou kaneezon ka kaam kar lain gi begum sahiba

amma jao daikh li aap ki sakhawat… baadshah salamat ki dain say bhi nahin kuch dai saktay agar apni kaneezain hotin to baat bhi naan karnay daity