...Flooder-e-Azam...

Apka kahney ka matlab hai k MUJHE saza dee jaye? Shayad aapko maloom nahi mein badshah salamat ka khaas wazeer hoon :mad:

Meri bhi yahi guzaarish hai. Dekhtey hain badshah salamt kitney zaheen hain aur inn mein sey kiss cheez ka intekhaab kartey hain.