Flooder-e-Azam kay liyah..

:teary1: aab chookeh aap ne pooch liya hai to hum keh hi dete hein
hum bhi un saray puranay guppies ko bohat yaad kartay hain..uff kya din the wo:jano:

:blush: jee hamara poora khandaan idher hi hai.Ammi huzoor bhi yaheen anay ka soch rahein theen magar mushkil yeh hai keh un ko nazar kam ata hai:shikra:
:aq: ap kehti hain to hum aj ke aj hi chale jaaein ge..aur isay mazak mat samjhiye ga

hum jo kehtay hain wo kartay hain:snooty: