Aap nay humaray saaray achay achay guppies ko kahan chupa dia hai jo ab nazar nahi aatay
cafe main sirf aap kay hi log nazar aatay hain jaisay kah:
imran hashmi jin ko kiss karnay ki fursat milay tou woh koi baat karain
Malke GS bhi aan mojood hoin aap ko dhoondtay dhoondtay uskay baad
Zalim mil ko pata nahi kahan sey aap ka pata chal gaya woh yahan aap ko dhoondtay dhoondtay aagayeen
Uff! yaani kay poori planning ki hoi thee aap nay
pahlay aap yahan dhamkain gay phir aap ki poori foj..
aab chookeh aap ne pooch liya hai to hum keh hi dete hein
hum bhi un saray puranay guppies ko bohat yaad kartay hain..uff kya din the wo:jano:
jee hamara poora khandaan idher hi hai.Ammi huzoor bhi yaheen anay ka soch rahein theen magar mushkil yeh hai keh un ko nazar kam ata hai:shikra:
:aq: ap kehti hain to hum aj ke aj hi chale jaaein ge..aur isay mazak mat samjhiye ga