::: Flooder-e-Azam Haazir honnnnnnnnnn :::

ye kin kin konay khudron main say hamaray maddah chewntiyoon ki tarah nikal nikal kar aa rahay hain :dhimpak:

hamaray puranay flood parteneron kay leay sonay ki aik mehmeez aur jubba ata ho. Wazeer-e-Azam janab aan jahaani Flooder-e-Azam aap taali baja kar sipaahiyon ko hukum dain:hula:

aur baqi na hanjaron ko zindan khanay main daal diya jaye :mad2: