Flooder a Azam ya Kahil a Azam ?

:mad: hum agar ek zalim badshah hotay to aap ko saza de de kar goodBABA bana dete

ghussa zabt karing

:hmmm: aap pooch rahe hain ke batla rahe hain?

:shikra: agaar aap nikah kar lein to nahi rahein gi aur hamaray liye is say khushi ki baat kya hogi

ino ne gana ga dea to polllll khol jai gah :hehe:

bata rahay hain , kaneezain na mahram nahi hoteen , iss farangi desh main dosree shadi mana hay baghair nikah kay jitnee marzee kaneezain rakh lain inko aitraz nahi aur deen-e tor per bhee jaiz hay.
Badshah salamat key deen-e taleem ka bandobast kia ja-a.

humain apni mumlakat key shahriat ka parvana inayat kia ja-a ta kay hum bhee bay khof o khatar 4 nikah kar sakain aur sokoon key zindagee guzarain.

:shikra:hum nahi chahte log hamaray khilaaf batein karein

:snooty: badshah ki shan ke khilaf hai ke sangeet gae

sanget na gae koch or perh de koe saza ka order de deh :hehe:

lolz… me intezar kerongi badshah salamat :slight_smile:

:shikra: hum aap ko saltanat-e-guppistan main anay ki dawat dete hain,bohat afsoos hua yeh sun kar keh aap ke paas aap ka deeni haq nahi hai:aq:

:mad: yeh koun sa mulk hai!!

:jhanda: hum is mulk ko fatah kar ke is par Islam ka parcham buland karein ge

dein ge tahmull rakhiye:shikra:

:shikra: jii

kea rekhon :asa: ?

Re: Flooder a Azam ya Kahil a Azam ?

sabar ka matlab samjhteen hain:aq:?

Re: Flooder a Azam ya Kahil a Azam ?

ap do do lerkion ko sabar kerne ko keh rahehein…
mere sabar ka pay mana yahin khatam hua badshah salamat…
:aj:

nehe zara detail se semgayn :aq:

meyn ne sandle otar le he u sath dete ya meyn ekele he laga don :hehe:

Re: Flooder a Azam ya Kahil a Azam ?

dono milke kut lugatehein badshah g ki... inhone humse dokha kiaa

:jano: sabar ka phal meetha hota hai anay wale waqtoon ki malika:shikra:

abhi dabar laga hai,nahi gaa saktay

:aq: jab keh diya ke gayein ge to gayein ge

humein ek do din ki mohlat dein ta keh hum koi apnay asha’ar khud likh kar parh skaein

:nono::

lo meyn lekh dete hon u aj he perh lo :ASA:

Re: Flooder a Azam ya Kahil a Azam ?

uuff ane wale wakton ki malika... i already feelll a queen :)

wese to mera danda :asa:he kafe he leken a jao dono mel ke zeada laga sekte :hehe:

:mad:

humein ghussa mat dilao:o

:blush: