I have no issue with multies. Just for pondering purposes apni apni ra-a dain.
You now have heard the voices of lots of people, you know the writing styles of various members , can you guess who this guppy can be ?
I will send all the voice clips from GS to CSI lab just to curb my enthusiasm.
Re: Flooder a Azam kiss ka multi hay ?
aee hee yeh eik aur maskahra.....tumahri himat is gustakhi ki badshah slamat ki khidmat me....
maloom nai hum malika hain
Re: Flooder a Azam kiss ka multi hay ?
FLOODER E AZAM ki USME kion ghuns gae sab ![]()
ALLAAAHHHHHHH
Re: Flooder a Azam kiss ka multi hay ?
![]()
Re: Flooder a Azam kiss ka multi hay ?
main nay kia gustakhi key malaka a alia, waisay abhee , Fraud a azam sorry , azam bhai, sorry badshah salamat nay sarkari ailan nahi farmaya aap ko malka alya bananay ka , kion kay unko dosreee malakaon say chittar parain gay.
Re: Flooder a Azam kiss ka multi hay ?
nai me hi pehli aur akhri hun...woh bht masroof hain...jab aaenge to aeelaan bhi krenge..aur tum logon ki jholion me khusi se jawaher laal bhi dalenge
Ap ko kya shaadi main shirkat ka shouk hai?
yeh baat hai to aap hamari agli shaadi main zaroor aaiye ga
Re: Flooder a Azam kiss ka multi hay ?
Why do you think every nick is a multi of someone?
Re: Flooder a Azam kiss ka multi hay ?
badshash jee aap bhi zara mun sambhal kar baat ki jie na...khule aam aisi batein zeb nai detin apko
Why do you think every nick is a multi of someone?
nikki baji aap hi mera ghr sambhal sakti hain....kitabo sunat ki roshni me samjhen badshah ko kuch
main nay kia gustakhi key malaka a alia, waisay abhee , Fraud a azam sorry , azam bhai, sorry badshah salamat nay sarkari ailan nahi farmaya aap ko malka alya bananay ka , kion kay unko dosreee malakaon say chittar parain gay.
confusion he... me malika e alya yeh koi aur?
Re: Flooder a Azam kiss ka multi hay ?
mera multi he ![]()
nai me hi pehli aur akhri hun...woh bht masroof hain...jab aaenge to aeelaan bhi krenge..aur tum logon ki jholion me khusi se jawaher laal bhi dalenge
lee-jee-a aap key toh chuttey hee kar dee badshah salamat nay, ab aap he such such batain kah yeh kiss ka multi hay , aap ko toh saray gharalo razz pata hongay , akhir aap unki malika rah chukee hain 2 minutes kay lee-a.
Re: Flooder a Azam kiss ka multi hay ?
^^ na baba na..hum bewafai nai karsakte..mard ka kya he..idher udher se hokar ghar ko hi aenge
Re: Flooder a Azam kiss ka multi hay ?
^^
Re: Flooder a Azam kiss ka multi hay ?
^^ to aur kya
^^ na baba na..hum bewafai nai karsakte..mard ka kya he..idher udher se hokar ghar ko hi aenge
saray zamanay kay samnay aap kee bay izzatee kar dee ab app bhee unkay saray pole khool dain. Saray raaz faash kar dain , sultanat main baghawat a aam karwa dain.
nahiin ,mera multi hai:fifa:
saray zamanay kay samnay aap kee bay izzatee kar dee ab app bhee unkay saray pole khool dain. Saray raaz faash kar dain , sultanat main baghawat a aam karwa dain.
nai mirch bhai itni himmat aurat zaat me kahan..aur hum to hain hi wafa ki devi