first day in office..

**
:salam: mashaa Allah to ghoom ghumaa kar “buddhoo” ghar ko aaye…is moHaavare meN se “buddhoo” nikaal kar “nikkoo” kar do :slight_smile: mashaa Allah…chalo tum ne asl zindagii meN pahlaa qadam rakh diyaa aur yeh nayaa qadam mubaarak ho bahooot bahooot :)**