Firqa bandi hai kahin, aur kahin zaatain hain

Manfia’t aik hai iss qaum ki nuqsaan bhi aik

Aik hi sab ka Nabi (:saw2:), Deen bhi, Imaan bhi aik

Harm-e-Pak bhi, Allah bhi, Quran bhi aik

Kuch bari baat thi hotey jo Musalmaan bhi aik?

Firqa bandi hai kahin, aur kahin zaatain hain

Kya zamaaney main pinapnay ki yahi batain hain?

:hinna:

(Meanings: Manfia’t = Profit; Nuqsaan = Loss; Harm-e-Pak = Referring to Khana-e-Kaba; Firqa bandi = Sectarian culture; Zaatain = Caste System; Pinapney = To progress)

Re: Firqa bandi hai kahin, aur kahin zaatain hain

Kuch bari baat thi hotey jo Musalmaan bhi aik?

Yehi toh rona hai.

Re: Firqa bandi hai kahin, aur kahin zaatain hain

V nice lines:lajawab:

Thank you translation k liye

Re: Firqa bandi hai kahin, aur kahin zaatain hain

:hat: