teray firaq mein mujh par ho saanihay guzray
woh agar din pe guzarte to raat ho jaata!
Re: Firaq!
:k:
capo kis k firaq main wesay bohat khobsurat sher aik hamin be yaad aia hia isi per
Re: Re: Firaq!
capo and jano :k:![]()
hi capricon and everybody
:k:
nice
nice:)
wah wah bahut khoob!
very nice Cap:k:
Nice She'r Capi :)
Nice shair Capri and Nj ....
Hasan Rizvi says...
ye shab-e-firaq ye bebasii hai.n qadam qadam pe udaasiyaa.N
meraa saath ko_ii na de sakaa merii hasarate.n hai.n dhuaa.N dhuaa.N
ye fizaa jo gard-o-Gubaar hai merii bekasii kaa mazaar hai
mai.n vo phuul huu.N jo na khil sakaa merii zi.ndagii me.n vafaa kahaa.N
.
Great !
Laakh yeh chaaha ke us ko bhool jaon per Qateel
Hauslay apni jagah hain bebasi apni jagah
Thank you everybody for appreciation and your own contribution :k:
bohat khoob :k:
Thank you ![]()