Dania
May 13, 2010, 9:10am
1
Finally, my exams are over ..phew
pahlay main exams aur stressed ki wajah sey jaagti thee raat bhar
ab main awaeen main jagooNgee aakhir 20k bhi tou complete karnay hain
i want to thank my best friends unki best wishes & help ki wajah sey meray exams achay huay..
aur aaj tou result bhi pata chal gaya
i got straight A’s in all subjects Mashallah hai na
so, issi khushi main sab apnay apnay paisoN sey chocolates khaa lain
Re: Finally..
wow congrats …MASHALLAH thats a great result :k:
Finally, my exams are over ..phew
pahlay main exams aur stressed ki wajah sey jaagti thee raat bhar
ab main awaeen main jagooNgee aakhir 20k bhi tou complete karnay hain
i want to thank my best friends unki best wishes & help ki wajah sey meray exams achay huay..
aur aaj tou result bhi pata chal gaya
i got straight A’s in all s ubjects Mashallah hai na
so, issi khushi main sab apnay apnay paisoN sey chocolates khaa lain
lagta hay paper check karnay wallay bhi tumhari tarah nalaiq he thay
anyway Mubarak ho …
Leekan shukar karo meri duaiN naheen leen theiN warnah koi subject bhi pass naheen hona tha
Re: Finally..
mashallah......good dania baji.....
hamein kya khilao gi???
Finally, my exams are over ..phew
pahlay main exams aur stressed ki wajah sey jaagti thee raat bhar
ab main awaeen main jagooNgee aakhir 20k bhi tou complete karnay hain
i want to thank my best friends unki best wishes & help ki wajah sey meray exams achay huay..
aur aaj tou result bhi pata chal gaya
i got straight A’s in all subjects Mashallah hai na
so, issi khushi main sab apnay apnay paisoN sey chocolates khaa lain
tum nakal marr k apss hui hoo gi …
mashallah......good dania baji.....
hamein kya khilao gi???
tmhe thainga khilayee gi ..... hehe
tmhe thainga khilayee gi ..... hehe
q tumhen b yehi khilaya he ;)
Sannan
May 13, 2010, 10:05am
9
Naheen yah sirf aur sirf tumharay liye hay
Re: Finally..
tm logon ko to ye b nhi mila…
hamesha mangti he rehna ..:shoaby:
Re: Finally..
Congratz Dani goal hay
hameesha mota karny wali cheezain hi batana
Re: Finally..
Kongratz Dani :) phle kam dhimag khati thi jo ab kasar nikalogi :p
Re: Finally..
share a copy of ur result .... :p
Re: Finally..
:hmm: thats a good point :k:
Dano Chalo copy share karo jaldi se