Few

Kitaboon main lekhay jatay hain duniya bhar kay afsanay
Magar jin main haqeeqat hoo kitaboon main nahi rahtay

Amjad Islam Amjad

Gham e hiyat ke zulfain sanwarnay kay liya
Fareed ow Waris ow Bahoo nikal he atay hain

Arshad Multani

Dil kay sunsan jazaroon ke khabar liyay ga
Dard pahloo say juda hoo kar kahan jaya ga

Ahmed Rahee

Khuda agar kabhi ikhtiyar day hum ko
Tu pahlay khak nashanoon ka intazam karain

Nasir Kazmi

Khud apnay aap say bazar hoo chookay hain bohat
Usay behi hum nay musabatoon main dal rakha hai

Faisal Najmee

Kitaboon main lekhay jatay hain duniya bhar kay afsanay
Magar jin main haqeeqat hoo kitaboon main nahi rahtay

zabardast

[QUOTE]
*Originally posted by MANAN: *
Kitaboon main lekhay jatay hain duniya bhar kay afsanay
Magar jin main haqeeqat hoo kitaboon main nahi rahtay

zabardast
[/QUOTE]

Sach sa lagta hai

Latka howa hoon abnay badan ke saleeb par
Eas taray janoon ke saza hoo giya hoon main

Pahlay nasab e adil howa hum say intasab
Phir yoon howa ka qatal behin hum kar daiya gaya

Alam Tab Tashna

Main sooch ta hoon agar tu he mari manzal hai
Tu koyoon na aaj main tari simat loot chaloon

Tanweer Jalani