Toar dain gay her shay say rishta,toar dainay ki nobet tou aaye
hum qayamat k khud muntazir hain,per kisi din qayamat tou aye
yeah meri apni himat hai,jo mien dunia mien rahta hun
mugarmuchh say nahi bunti dariya mien rahta hun.
yun ghalat tou nahi chahrun ka taasur magar
log waisay bhi nahi jaisay nazar aatay hain
mujh ko yeh soch he kafi hai jalanay k laiye
mien na hota tou koi or tumhara hota