Re: Few lines of Poetic Cricket…
To phir Jaan Leva bhai, kiya khayal hai aapka? Itney sarey kalaam likhnay kay baad thoree mauseeqee hojaye? ![]()
Eik hamaray dosrey baray bhai nay meri jaan khaa li hai kay day-job nahin choorna. Halankay khud baithey hotey hain sharaab kay nashay mein dhun, dunya sey baizaar. ![]()
/ ![]()