Re: Feeqa Says
Abey ab saari umar daal hi khaani hay?
Jaisay wo ek qawal sahib, jo kay daal kha kha kay tang aa gaye thay, aur jin ki har ek cheeze maiN daal ki jhalak nazar aati thi. Un ki ek qawali kuch yuN thi ..
Khaadi daal daal..
Khaadi daal daal..
Putti kabar heer di, tay andruN aai awaz
Pah day diyo, chawani dee daal.
Khaadi daal....