Feeqa Says

Re: Feeqa Says

haaN, dhaniye say khulwauN ga taira roza, :faizy:

Re: Feeqa Says

dhaniay ke chatni aur naal hoon kachay qeemay kay kabab
tau maza aa jai badshao :sunnyboy:

Re: Feeqa Says

saath maiN huN Pakoray...

wah wah.

Chanay ki daal 4 haftay kay liye bilkul ban!

Re: Feeqa Says

kiun ji?
kaam pay kissi nay harrasment ka case tau nahen kaar diya?

Re: Feeqa Says

Abey ab saari umar daal hi khaani hay?

Jaisay wo ek qawal sahib, jo kay daal kha kha kay tang aa gaye thay, aur jin ki har ek cheeze maiN daal ki jhalak nazar aati thi. Un ki ek qawali kuch yuN thi ..

Khaadi daal daal..
Khaadi daal daal..
Putti kabar heer di, tay andruN aai awaz
Pah day diyo, chawani dee daal.

Khaadi daal....

Re: Feeqa Says

^^ :omg:

Re: Feeqa Says

feeqa kithe weh :K337:

Re: Feeqa Says

:smilestar:copycat

:vivo:

Re: Feeqa Says

isko pakar kay … :smilestar:

Ganda bacha

Re: Feeqa Says

^apna danda do

phir hi pakar sakoon gi:blush:

Re: Feeqa Says

:sadaf:

Re: Feeqa Says

kisko daina hay danda, mujey batao zara... uski aisi ki taisi...

Re: Feeqa Says

nahiiiiiiiiiiiiiiii :crying: dum daba ke baghing

Re: Feeqa Says

princeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee :)

chirag udhar day do bhai, maiN nay is penguin ko m achli maiN tabdeel karna hay.

Re: Feeqa Says

:smilestar:

takes the gun and hides it

:emmy:

:smilestar:mujhe danda chahiye

:emmy:

Re: Feeqa Says

^^kamal hay agar danda tumhay mil gya, to maiN apni biwi kay bailan ka muqabla kis say karuN ga? :confused:

Re: Feeqa Says

is pinguuu ka kuch nahi ho sakta, koi nahi bacha sakta, hum to sirf dua hi kar sakte hein :(

Re: Feeqa Says

:omg: :rotfl:

P.S: tawwa bhi kafi mufeed hai :hehe:

Re: Feeqa Says

Ab Dawa wala time guzar gya yaani. Sirf Dua reh gai.

sigh

Doctors ko bolna kay isko bhoon kay sab mareezuN ko khila daiN, ilaj ka faida nahi, :D

Re: Feeqa Says

haan! suna hai iftaari ke time pe jo dua mango woh kabool hoti hai? :cb: